Song Details:-
Song Name: Atomizer
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Gaurav Raina & Karsh Kale
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 4:24
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Atomizer
Break that, take that, shake that, ..?
Fake that, shake that, take that, ?..
Break that, take that, shake that, ..
Fake that, shake that, take that, ..
-------------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Banao
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Papon
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 4:21
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Banao
Banao - 7 times
Right now
Banao - 7 times
Right now
Banao - 7 times
Right now
Hey hey
Banao - 7 times
Right now
Prem baba, prem baba, jai o mahadeva - 3 times
Banao - 7 times
Right now
Aaatma ki shuddhi karde oh mere parmatma
Aaatma ki shuddhi karde oh mere parmatma
Aye gunni jano ko disha dikha de oh mere parmatma
Aye gunni jano ko disha dikha de oh mere parmatma
Banao - 7 times
Right now
Banao - 7 times
Right now
Gaanja nahin dawa hai, hawa hai gale ka manjan aankhon ka niranjan hai
Gaanja nahin dawa hai, hawa hai gale ka manjan aankhon ka niranjan hai
Sone da marr gaya kuch nahin hua
Sone da marr gaya kuch nahin hua
Yeh kanjri marr gaya tezz dawa ho gaya
Banao - 7 times
Right now
Banao - 7 times
Right now
Prem baba, prem baba, jai o mahadeva - 3 times
Banao - 7 times
Right now
Banao - 7 times
Right now
---------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Ek Manzil
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Vishal Vaid
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 4:01
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Ek Manzil
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho
Chand aashiq hoon, ek paagal ho
Chand khanjar hoon, ek kaatil ho
Chand toofan hoon, ek sahil ho
Chand ghungroo hoon, ek payal ho
Chand gazalein hoon, ek mehfil ho
Chand ehmak hoon, ek aakal ho
Chand raahein, ek manzil, ek manzil, ek manzil
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho
Chand aashiq hoon, ek paagal ho
Chand mazhab hoon, ek aadil ho
Chand jazbe hoon, ek haasil ho
Chand aankhien hoon, ek kaajal ho
Chand jaahil hoon, ek kaabil ho
Chand munkir hoon, ek kayal ho
Chand raahein, ek manzil, ek manzil, ek manzil
Aa aa ..
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho
Chand aashiq hoon, ek paagal ho
Chand khanjar hoon, ek kaatil ho
Chand toofan hoon, ek sahil ho
Chand ghungroo hoon, ek payal ho
Chand gazalein hoon, ek mehfil ho
Chand ehmak hoon, ek aakal ho
Chand raahein, ek manzil, ek manzil, ek manzil ..
--------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Fakira
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Vishal Vaid
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 4:19
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Fakira
Jhoom fakira jhoom jhoom jhoom, jhoom fakira jhoom - 4 times
Aye fakira yeh tamasha, hai ghareebi ya ameeri
Aye fakira yeh tamasha, hai ghareebi ya ameeri
Yeh tareeka hai fakiri, hai fakiri, hai fakiri
Jhoom fakira jhoom jhoom jhoom, jhoom fakira jhoom - 2 times
Jhoom mastana mast mastana - 3 times
Jhoole la, jhoole la
Jhoom mastana mast mastana
Jhoole la, jhoole la
Jhoom mastana mast mastana
Jhoole la, jhoole la
Iska aana uska jaana, hai naya kya sab purana
Iska aana uska jaana, hai naya kya sab purana
Yeh zamaana woh zamaana, gaa raha hai ik tarana
Jhoom fakira jhoom jhoom jhoom, jhoom fakira jhoom - 4 times
(jhoom fakira, jhoom fakira ..)
--------------------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Main Chala
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Kailash Kher
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 5:12
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Main Chala
(harne harne har har ne ..)
Hawaaon se kore kore panne khul rahe
Lamhe khatte-meethe kacche-pakke mil rahe
Hawaaon se kore kore panne khul rahe
Lamhe khatte-meethe kacche-pakke mil rahe
Bhadki mashaal jo, badli hai chaal jo
Bhadki mashaal jo, badli hai chaal jo
Main chala, kaal ko harne
Main chala, kaal ko harne
(harne harne har har ne ..)
Bheetar toh naye naye ujaale pal rahe, main chala
Mushkilein chakhne ko iraade uchhal rahe hain
Bheetar toh naye naye ujaale pal rahe
Mushkilein chakhne ko iraade uchhal rahe hain
Haadso ko shak hai meri himmat hai magar
Dekho mere hausalon ke par nikal rahe
Banke anokha sa, matwala jhonka sa
Banke anokha sa, matwala jhonka sa
Main chala, kaal ko harne
Main chala, kaal ko harne
(harne harne har har ne ..)
(main chala kaal ko harne )
Uljano ke hain pahaad saamne agar, main chala
Khod ke bana loonga main khud apni dagar
Uljano ke hain pahaad saamne agar
Khod ke bana loonga main khud apni dagar
Hausle hi mann se kitne yun palat gaye
Jwalamukhi aur samandar ulat gaye
Adiyal bairagi hoon, ziddi anuragi hoon
Adiyal bairagi hoon ziddi anuragi hoon
Main chala, kaal ko harne
Main chala, kaal ko harne
(harne harne har har ne ..)
(adiyal bairagi hoon, ji anuragi hoon
main chala kaal ko harne, main chala kaal ko harne
harne harne har har ne ..)
------------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Naina Laagey
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Papon
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 6:33
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Naina Laagey
Jiya re jiya re, yeh jiya ne kya kaha
Nazron ne nazron se yun jaane kya keh diya
Laagey na laagey na mora jiya
Laagey na laagey na, laagey na laagey na
Tore ankhiyon se naina laagey re
Naina laagey re, naina laagey re
Tore ankhiyon se naina laagey re
Naina laagey re, naina laagey re
Tore ankhiyon se naina laagey re
Naina laagey re, naina laagey re
Tore ankhiyon se naina laagey re
Naina laagey re, naina laagey re
Naino main aate ho kyon mora baalma
Naino main aate ho kyon mora baalma
Tum hi batao kaise kate ratiyaan
Tum hi batao kaise kate ratiyaan
Naina laagey re, naina laagey re
Tere ankhiyon se naina laagey re
Naina laagey re, naina laagey re
Tore ankhiyon se naina laagey re
Naina laagey re, naina laagey re
Jiya re jiya re, yeh jiya ne kya kaha
Nazron ne nazron se yun jaane kya keh diya
Laagey na laagey na mora jiya
Laagey na laagey na, laagey na laagey na
---------------------------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Ruk Jaana Nahin (Remix)
// Remix of the old song 'Ruk Jaana Nahin' from the 1995 film - 'Imtihaan'; Originally sung by Kishore Kumar
Film/Album: Soundtrack
Singer(s): Suraj Jagan
Music Director: Midival Punditz, Karsh Kale
Length: 4:39
Music Label: Saregama-HMV
Lyrics of Ruk Jaana Nahin - Remix
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
O raahee, o raahee - 4 times
Sooraj dekh ruk gaya hai, tere aagey jhuk gaya hai
Sooraj dekh ruk gaya hai, tere aagey jhuk gaya hai
Jab kabhi aise koi mastaana
Nikle hain apni dhun mein dewaana
Shaam suhaani bann jaate hain, din intazaar ke
O raahee, o raahee - 2 times
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Saathi naa kaarvaan hai, yeh tera intehaan hai
Saathi naa kaarvaan hai, yeh tera intehaan hai
Yunhi chala chal, dil ke sahaare
Kar ti hai manzil, tujhko ishaare
Dekh kahin koi rok nahin le, tujhko pukaar ke
O raahee, o raahee - 2 times
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
-----------------
No comments:
Post a Comment