Search This Blog

Monday, May 30, 2011

Bol Lyrics

Song Details:-
Song Name: Hona Tha Pyaar
Film/Album: Bol
Singer(s): Atif Aslam, Hadiqa Kaini, Faiza Mujahid
Music Director: Atif Aslam
Lyricist: Imran Raza
Length: 3:41

Lyrics of Hona Tha Pyar Song


Hona tha pyaar
Hona tha pyaar, hua mere yaar

Hona tha pyaar, hua mere yaar

Aaye nazar, chehre hazaar
Hona tha pyaar, hua mere yaar
Hona tha pyaar

Tere dil ke shehar mein, ghar mera ho gaya, ho gaya

Sapna dekha jo tumne, woh mera ho gaya, ho gaya

Doobe toh yun, jaise ho paar
Hona tha pyar, hua mere yaar
Hona tha pyar

Thaame dilon ki baahein, hum aate saalo mein, saalo mein

Paaye jawaab humne, tere sawaalon mein, sawaalon mein

Khwaabon ki dor, tootey naa yaar
Hona tha pyar (hona tha pyar)
Hua mere yaar (hua mere yaar)
Hona tha pyar (mere yaar)

Hona tha pyar
-----------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Din Pareshan Hai
Film/Album: Bol
Singer(s): Sajjad Ali
Music Director: Sajjad Ali
Lyricist: Sajjad Ali, Ali Moeen
Length: 3:20

Lyrics of Din Pareshan Hai


Din pareshan hai, raat bhaari hai
Din pareshan hai, raat bhaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Kya tamasha hai, kab se jaari hai
Kya tamasha hai, kab se jaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai

Iss kahani ko kaun rokey ga
Umar yeh saari kaun soche ga
Iss kahani ko kaun rokey ga
Umar yeh saari kaun soche ga
Hoo kaun soche ga
Saath kaati hai ya guzaari hai
Saath kaati hai ya guzaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai

Rangon se kahoon lakeeron se kahoon
Maili maili si tasveeron se kahoon
Rangon se kahoon lakeeron se kahoon
Maili maili si tasveeron se kahoon
Tasveeron se kahoon
Beqaraari si, beqaraari hai
Beqaraari si, beqaraari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai
Raat bhari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai
------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Dil Janiya
Film/Album: Bol
Singer(s): Hadiqa Kiani
Music Director: Shoaib Mansoor
Lyricist: Shoaib Mansoor
Length: 3:15

Lyrics of Dil Janiya


Inkaar karde, ikraar kar lai, dil janiya O dil janiya
Jo yeh dil karta hai, ik baari kar lai, dil janiya O dil janiya
Inkaar karde, ikraar kar lai, dil janiya O dil janiya
Jo yeh dil karta hai, ik baari kar lai, dil janiya O dil janiya

Yo yo when I'm with you boy, I feel incredible
Time spent with you so unforgettable
Distant memories are remembered the more
B'coz you and me together we will be unstoppable
But something got in the way, something so heart breaking
Now I don't know what to say
So much for me to take in
I must have made a mistake coz there is no ..
All I need is a hit, so that you keep me

Teri baah phadke, teri lad lag ke, channa main bhul gayi
Teri baah phadke, teri lad lag ke, channa main bhul gayi
Sadh sadke swaha hoyian, saj sadran jindri rul gayi haye
Kise hor nu jaa dil daar kar lai, dil janiya O dil janiya
Ik baar chadh ke lakhmaar kar lai, dil janiya O dil janiya
Ik baar chadh ke lakhmaar kar lai, dil janiya O dil janiya

Kadi jaan badna ae kadi gayr lagna ae, teri ki marzi
Kadi jaan badna ae kadi gayr lagna ae, teri ki marzi
Kadi hona hai fida kadi rehna hai judaa, teri ki marzi haye
Din apne da, itebaar kar lai, dil janiya O dil janiya
Jinna karna ae soch vichar kar lai, dil janiya O dil janiya
Inkaar karde, ikraar kar lai, dil janiya O dil janiya
Jo yeh dil karta hai, ik baari kar lai, dil janiya O dil janiya
Jinna karna ae soch vichaar kar lai, dil janiya O dil janiya
Jinna karna ae soch vichaar kar lai, dil janiya O dil janiya
----------------------------------
Song Details:-
Song Name: Saiyan Bolain
Film/Album: Bol
Singer(s): Shabnam Majeed, Sahir Ali Bugga, Bina Jawad
Music Director: Shoaib Mansoor
Lyricist: Shoaib Mansoor
Length: 3:47

Lyrics of Saiyan Bolain


Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye - 3 times
Hum tuhaare huye hain hume aur naa sataaye
Andheron mein aake koi aas toh banaaye
Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye, saiyan

Phoolon se rang chheele
Taaron se roshni li
Kisne hamari, saari zindagi se, zindagi li
Dholti naiyya ko koi kinara dikhaaye
Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye, saiyan

Humko benaam karke
Khaas se kaam karke
Subah subah hamari zindagi ki, shaam karke
Aap sulaayi naseeb aape hi jagaaye
Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye - 2 times
Saiyan bolain
------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Mumkin Hai
Film/Album: Bol
Singer(s): Shuja Haider, Ahmad Jahanzab
Music Director: Shoaib Mansoor
Lyricist: Shoaib Mansoor
Length: 3:50

Lyrics of Mumkin Hai


Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahishon ka karaar, mumkin hai
Ik nayi parwah, mumkin hai ho
Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha

Justuju rang layi hai kucch iss tarah
Dil ki har aarzoo muskuraane lagi
Aasman meherbaan ho gaya
Aur zameen gungunaane lagi hai
Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha

Khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar
Har kalai chanak ne khanak ne lagi
Kaano ki baaliyan bol uthi hain
Geet honthon pe yun, aane lagey hain
Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahishon ka karaar, mumkin hai
Ik nayi parwah, mumkin hai ho
-------------------------------------------------
Song Details:-
Song Name: Kaho (Aaj Bol Do)
Film/Album: Bol
Singer(s): Atif Aslam, Hadiqa Kiani
Music Director: Shoaib Mansoor
Lyricist: Shoaib Mansoor
Length: 4:07

Lyrics of Kaho (Aaj Bol Do)


Har jagah mere saath ho
Tum mere saath hi raho
Aisa koi nahin itna haseen
Jiski har adaa bhaaye mujhe
Nahin koi nahin haan magar ho tum
Dil se maan lo
Kaho, aaj bol do
Kaho, dil se maan lo
Kaho, kaho, keh bhi do

Har ghadi mere saath ho
Tum mere saath hi raho
Suno yeh meri zubaan, keh rahi hai kya
Jo bhi dil mein hai tere liye
Hai yeh pyaar ya phir khumaar hai
Mere dil ko jaan lo
Kaho, aaj bol do
Kaho, dil se maan lo
Sooni sooni galiyon ke rang hai jo peekhe pade, unhe bhool jao na
Inn pikhe rangon ki jo zindagi hai
Woh badlo na jaan-e-jaan
Kaho, aaj bol do
Kaho, dil se maan lo
Kaho, aaj bol do
Kaho, dil se maan lo

Kaho, kaho .. 
------------------------------------

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...